Retro Jordans | Its a Knockout | Car Credit | Mortgages | Bankruptcy
Tumhain bas muskurana hay [Archive] - GeoPakistani Forums

PDA

View Full Version : Tumhain bas muskurana hay


NAIFAI
18th April 2005, 05:37
Tumhain bas muskurana hay
mera dil bhi dukhana hay

khoshi ki saij par ahsaas ko bhi rondna meray
tamaskhur meri chahat ka urana dosti ka bhi

kay ibrat nak manzar ho ye aankhain bhi dehal jaeen
pas-e-mishgaan samandar main bhi ik toofaan aa jaey

tumhain bas muskurana hay mera dil bhi dukhana hay
main qabil hi naheen dar asl un pakeeza jazbaun ka

jinhain kehtay hain chahat dosti ye zindagi aur piyaar!!!

By Faisal Farooq