NAIFAI
18th April 2005, 04:32
<span style="color:darkblue"> </span>Gham uthay thay kay tasweer badal jaaey gi
kis ko maloom tha zangeer badal jaaye gi
Aatay jaatay hoye mausam hain kay anfaas ki ro
janay kis rang main tasweer badal jaaey gi
chashm-e-nazzara khulain dil say udhar bhi shahid
lazzat-e-khuab-e-hamahgeer badal jaaey gi[/color]
by Shahid hameed Shahid