NAIFAI
17th April 2005, 07:59
Shiddat-e-gham main maza daiti hay
Aagahi zarf barha daiti hay
Jab bhi manga hay sukoon to dunya
teray ghar hi ka pata daiti hay
Aag jab dil main lagatay hain gham
aankh ashkoon say bujha daiti hay
By Sheeraz Farooq
Aagahi zarf barha daiti hay
Jab bhi manga hay sukoon to dunya
teray ghar hi ka pata daiti hay
Aag jab dil main lagatay hain gham
aankh ashkoon say bujha daiti hay
By Sheeraz Farooq