NAIFAI
17th April 2005, 07:50
<span style="font-size:12pt;line-height:100%">Muhabbat</span>
Meri Muhabbat hay aik sehra, meri nazar main wajood uska
Misaal-e-abr-e bahaar , Qarar-e-tishna labaan hay laikin
faseel si khinch gaee hay.
Ye dil uski muhabbaton ki talab main ab tak dharak raha hay
aur chahta hay, faseel si darmiaan hay jo gira di jaey
Wo aik lamha rifaqatoon ka, sadaqatoon ka, hamari zinda muhabbaton ka
dar-e-wafa par aaye aur phir kabhi na jaey
Meri muhabbat ka ik ye sehra, banay ga ik din chaman wafa ka!!!
by Faisal Farooq