V.I.P.
28th February 2005, 01:29
<span style="color:indigo">[font=Courier New:d3f7c23344]Ghum-e-tanhai ko sahara banaliya,
ek dil tha rutha hua use manaliya,
aankhon mein basse aansoo jigar mein chupaliya,
zakhme dil ko apne hathon se marham lagadiya.
Toote hue kaanch se apna ghar basaliya,
ek ahsaas chupa dil mein jo pagal banadiya,
tanhai ke aalam mein dil ko sambhalliya,
dagmagate hue ansoo dard-e-dil mein chupaliya.
Tadapti hue chahat ko dil mein dafnadiya,
ek pal mein hi apne ko paraya banadiya,
bhoole se yaad aaye tab dil ko samjhadiya,
bhool jaane ka ahssas apne dil mein basaliya.
Bezuba mohabbat ko tanhai mein rula diya,
ek pal mein jo rishta tha usse mitadiya,
aankhon mein basi chahat ko dil se nikaldiya,
dil per pathar rakh kar tujhe yuhi bhuladiya.
Bahti hue ashkhon se muskurana seekhliya,
ek bujhe hue dil mein basi yaadon ko mitadiya,
hass kar main neh guzre woh lamhe bhuladiya,
tujhe se door rakh kar- main neh jeena seekhliya[/font:d3f7c23344]</span>