HassaN
27th February 2005, 21:24
Message was originally posted by "muskaan"
------------------
Hum Se Nahi Sahi Gheron Se Sahi.
Tumhen Dil Ka Lagana Aa To gaya.
Duniya Mein Kisi Ke Ho To Gaye.
Tumhen Pyaar Nibhana Aa To Gaya
Pholon Ke Khawab Dikhaaye Humen.
Aur De Di baharen Aurron Ko.
Dil Mera Raha Weraan To Kyaa.
GUL Tum Ko Khilaana Aa To Gaya.
Bethey Ho Kisi Ke Pehloo Mein.
Ankhon Mein Chamakta Pyar Liye.
Hum Khush Hain Kisi Ke Jeewan Mein.
yeh Waqt Suhana Aa To Gaya.
Hum Se Nh Sahi Gheron Se Sahi.
Tumhen Dil Ka Lagana Aa To Gaya.
Duniya Mein Kisi Ke Ho To Gaye.
Tumhen Pyaar Nibhana Aa To Gaya.
------------------
Hum Se Nahi Sahi Gheron Se Sahi.
Tumhen Dil Ka Lagana Aa To gaya.
Duniya Mein Kisi Ke Ho To Gaye.
Tumhen Pyaar Nibhana Aa To Gaya
Pholon Ke Khawab Dikhaaye Humen.
Aur De Di baharen Aurron Ko.
Dil Mera Raha Weraan To Kyaa.
GUL Tum Ko Khilaana Aa To Gaya.
Bethey Ho Kisi Ke Pehloo Mein.
Ankhon Mein Chamakta Pyar Liye.
Hum Khush Hain Kisi Ke Jeewan Mein.
yeh Waqt Suhana Aa To Gaya.
Hum Se Nh Sahi Gheron Se Sahi.
Tumhen Dil Ka Lagana Aa To Gaya.
Duniya Mein Kisi Ke Ho To Gaye.
Tumhen Pyaar Nibhana Aa To Gaya.