Bankruptcy | Credit Cards | Loans | Brighton Hotels | Loan
*~Tu kahee bhi rahay ~* [Archive] - GeoPakistani Forums

PDA

View Full Version : *~Tu kahee bhi rahay ~*


HassaN
27th February 2005, 21:14
<span style="color:darkblue">Tu kahee bhi rahay

teri hathon kee lakeeron mai mera naam tu hai

mujh ko apna bana ya na bana teri khushi

tu zamanay mai meray naam say badnaam tu hai

meray hisay mai koi jaam na aya na sahee

teri mehfil mai meray naam koi shaam tu hai

dekh kay log mujhay naam tera letay hai

is pay mai khush hoo mohabbat ka yeh anjaam tu hai

woh sitam gar hee sahee dekh kar is ko

shukar is dil e beemar ko aram tu hai</span>

Shahid
28th December 2007, 04:43
good work. really nice stuff