Vicky19
6th March 2005, 17:10
<span style="color:indigo">Apne haton ki lakeeron mein basa le mujh ko
Mein hun tera naseeb apna bana lee mujh ko
mujh se tun poochne aaya hai wafa ke maayini
yeh teri sada dili maar na dale mujh ko
Tun ne dekha nahi aayine se aage kuch bhi
Khuda parasti mein kahin tun na ganwa le mujh ko
Khud ko mein bant na dalun Daman Daman
Kar diya tune agar mere hawale mujh ko
Mein jo kaanta hun to chal mujh se bacha ke daaman
Mein hun agar Phool to Jure mein saja lee mujh ko
Mein khule dar ke kisi Ghar ka hun saman pyare
tun dabe payon kabhi aa kar chura lee mujh ko
Tarke ulfat ki kasam bhi koi hoti hai Kasam
tun kabhi yaad to kar bholne wale mujh ko
Bada phir Bada hai mein zehar bhi pee jayun
Shart yeh hai koi banhon mein sambhale mujh ko</span>